Husn-e-Jaana ki tareef mumkin nahi

Husn-e-Jaana Ki Tareef Mumkin Nahin

Husn-e-baakamaal ki tamseel, sher-o-shayari ke saanche mein.

When it comes to praising the glory of your beloved, poetry always comes handy.  Here are some of the best couplets that will surely tickle your romantic imagination.

kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tira kuch ne kaha ye chaand hai kuch ne kaha chehra tira

On the fourteenth night of the moon
We thought of the melodies of your tune
Something in the sky was shining bright
Was that the moon or thy glazing sight?

neend us ki hai dimagh us ka hai raatein us ki hain teri zulfein jis ke baazu par pareshaan ho gayin

All the luxuries of life
Belong to him
On whose forelimb rest
Your dark scattered tresses

Tujh lab ki sifat laal badakshan sun kahunga Jaadu hain tere nain ghazala sun kahunga

Your burgundy lips
Appear to me
Like the solitaire of Badakhshan!
Your fairy-tale eyes
Appear to me
Like the poetic gaze of Ghazalan!

Mir in neem baaz aankhon mein Saari masti sharaab ki si hai

As I see your half sleepy eyes,
I lie disarrayed
Holding the goblet in my hand
For I couldn’t find it intoxicating
Any longer

laDaa kar aankh us se ham ne dushman kar liya apna nigah ko naaz ko andaaz ko abru ko mizhgaan ko

From the instant
My eyes encountered her stare
My eyes aren’t mine
Anymore.

so dekh kar tire ruKHsaar o lab yaqin aaya ki phool khilte hain gulzaar ke alaava bhi

Looking at your roseate cheeks
And dew-kissed lips
Did I realize that
Flowers do blossom at places
Other than gardens.

So who are you sharing these couplets with?